Loading Date...
﷽
Header image

Latest Masail
Loading Latest Posts...

Maslake Aalahazrat Zindabad

Kya Ramzan Me Shuru'a Se Hi Qur'aan Parhna Shuru'a Karna He ? Or Kya Ramzan Me Marhumeen Ko Quraan Isale Sawab Nahiñ Kar Sakte?

 *Kya Ramzan Me Shuru'a Se Hi Qur'aan Parhna Shuru'a Karna He ? Or Kya Ramzan Me Marhumeen Ko Quraan Isale Sawab Nahiñ Kar Sakte?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalam Walaikum,
Hazrat Mera Ye Sawal Hai Ki Logo Ka Kehna Hai Ki
Kya Ramzan Se Pahele Padhi Huyi Quran Ko Jo Padh Rahe Hai Unhe Wahi Se Chor Kar Ramzan Me Fir Se Shuru Karna Chahiye Aor Pura Mukammal Karna Zaruri Hai ?
Aor Jo Pare Pahele Ke Hai Unhe Ramzan Ke Baad Padhna Chahiye ?
Aor Ramzan Me Padhi Huyi Quran Marhoom Ko Baksha Nahi Jata?
Is Ka Jawab Inayat Farma Dijiye Badi Maherbani Hogi

Badmazhab Se Qarza Liya Or Inteqal Kar Jaye to Qayamat Me Hisab Hoga?

 *Badmazhab Se Qarza Liya Or Inteqal Kar Jaye to Qayamat Me Hisab Hoga?*

*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Kya Farmate Hai Aulma E Kiram Is Mas'ale Ke Bare Me Ki, Ek Musalman Ne Badmazhab Se Karobar Me Lain Den Kiya, Jese Musalman Badmazhab Se Broiler Chicken Wholesale Ret Me Leta Tha or Aage Dukanoñ Par Sale Karta Tha or Vo Badmazhab Is Musalman Ko Udhar Par Bhi Maal Muhayya Kar Deta Tha Kuch Arse Tak Ye Karobar Chala to Ye Musalman Ke Zimme Par Taqriban Dedh Laakh Ka Qarz Chad Gaya, Ab Musalman Ko Koi Aysi Pareshani Aai Ki Usne Apne Vo Karobar Bandh Kar Diya, Ab Jo Udhar Jo Qarz Us Par Chada Hua Tha Ye Thoda Thoda Karke Ek Waqt Tak Chukata Raha Taqriban 50,000 Ka Qarz Usne Us Badmazhab Ko Wapas Kar Diya, Ab Taqriban 1 Lac Bacha Hua He, Ab Sunni Musalman Ke Gharelu Muaamlaat Ese He Ki Jo Bhi Paisa Mazdoori Wagairah Karke Ya Kisi Bhi Tarah Se Vo Kama Leta He Vo Apne Hi Ghar Ke Zarooriyat Me Sharf Ho Jate He, Uska Qarz Chukane Ke Liye Uske Paas Koi Soorat Nahiñ Ban Rahi He, Jo Bhi Thode Bahut Paise Aate He Vo Gharelu Muaamlaat Me, Bimariyoñ Me, Wagairah Zarooriyat Me Sharf Ho Rahe He, Lekin Musalman Ki Niyyat Jo He Ki Har Haalat Me Jab Kabhi Bhi Use Mauqa Milega Vo Uska Qarz Chukayega or Vo Badmazhab Bhi Us Par Koi Jabr Wagairah Nahiñ Kar Raha He, Ab Agar Achanak Se Kuchh Aysa Hua Ki Musalman Ka Inteqal Ho Jata He or Usne Qarz Nahiñ Chukaya to Kya Uska Hisab Kal Qayamat Ke Roz Hoga Ya Nahiñ Hoga, Agar Hoga to Uski Kya Soorate Haal Rahegi ? Is Mas'ale Ke Bare Me Rahenumai Farma Dijye.

*🌹JAWAB:-🌹*

Khuda Ke Yahañ Der He Andher Nahiñ Kahna Kesa ?

 *Khuda Ke Yahañ Der He Andher Nahiñ Kahna Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum,
"Us Ke (Allah Ke) Yahan Der Hai Andher Nahi Hai"
Is Jumle Ko Bolna Kaisa Hain 

*🌹JAWAB:-🌹*

Machhli Khane Ke Baad Namaz Parhna Kesa ?*

 *Machhli Khane Ke Baad Namaz Parhna Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Hazrat Kya Machhli Kha Kar Namaz Nahiñ Padhni Chahiye Ki Uski Mahak Rahti He Muh Me ?

*🌹JAWAB:-🌹*

Ladki Ka Naam Jannat Rakhna Kesa ?

 *Ladki Ka Naam Jannat Rakhna Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalam Alaikum Hazrat Bachchi Ka Naam Jannat Rakhna Kaisa Hai Jawab Inayat Farmayen...?

*🌹JAWAB:-🌹*

Maañ Ka Bachche Ko Kab Tak Dudh Pilana Jaaiz He ?

 *Bachche Ko Do Saal Se Zyada Muddat Tak Dudh Pilana Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Asslamu Alaikum 
Muhammad Shamsher Raza Qadri Qatar Arab Sharif Se 
Huzoor Sawal Arz Hai Maa Apni Bacho Ko Agar 2saal Se Jayda Dudh Pilati Hai to Kiya Gunagar Hogi Rehnumai Farmayenge Huzoor 
Allah Kareem Ap Ko Salamt Rakhe Aameen Summa

*🌹JAWAB:-🌹*

Raw Fish Ya Raw Meat (Kachcha Gosht) Khana Kesa ?

 *Raw Fish Ya Raw Meat (Kachcha Gosht) Khana Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum ,
Raw Fish Ya Raw Meat Khana Kaisa Hai Jaise Kuch Cold Countries Mein Rawan Hai Ke Wo Log Fridge Se Nikal Ke Sidha Sauces Ke Sath Tanaul Karte Hai.... 

_barahe Meharbani Rehnumai Farmaye_

*🌹JAWAB:-🌹*

Most Popular Posts

KUNDE KI NIYAZ KAB KARE ? Hazrat Saiyeduna Imam Jaafar sadiq radiallahu anhu ki tarikhe fateha 15 Rajjab ko he ya 22 Rajab ko ???

```KUNDE KI NIYAZ KAB KARE ?👇🏻``` *🌹SAWAL:-🌹* Hazrat Saiyeduna Imam Jaafar sadiq radiallahu anhu ki tarikhe fateha 15 Rajjab ko he ya 22 Rajab ko ??? *🌹JAWAB:-🌹* Hazrat imam ja'afar Sadiq radiallahu anhu ki fatiha kisi bhi tarikh ko kar sakte he lekin aap ke wisal ki tarikh 15 rajab he is lihaz Se15 Rajab ko kare ki hazrat ke wisal ki tarikh 15 rajab hi he to Afzal he. Or Jo Kunde Ki Niyaz Dilai Jaati He Vo 22 Rajab Ko Mash'hoor He, Or 22 Rajab Ko Sahabi e Rasool Ameerul Mu'amineen Hazrat Ameere Muawya RadiAllahu Anhu Ki Tarikhe Wisal He, Is Liye 22 Rajab Ko In Dono Hazraat Ke Naam Se Fatiha Kare Tab Bhi Afzal He. Huzur Faqihe Millat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He, Hazrat imam ja'afar sadiq radiallahu anhu ki niyaz 15 rajab ko kare ki hazrat ka wisal 15 rajab hi ko huaa he na ki 22 rajab ko... *📚(FATAWA FAQIHE MILLAT JILD-2,SAFA-265)* *📚(MIRATUL ASRAR SAFA-213)* *📚(SAWANEH BARAH IMAM SAFA-125)* Mazkura kitab ke Mazkura safa par aap dekh sa...

Shabe meraj/ shabe barat ko kya ibadat kare ? Farz chhor kar nafl padhna kaisa ?

*🌹SAWAL:-🌹* Shabe meraj/ shabe barat ko kya ibadat kare ? Farz chhor kar nafl padhna kaisa ? *🌹JAWAB:-🌹* ```Shabe meraj, shabe barat ya jitni bhi shab aati he usme awam ko bataya jata he ki us din nafl namaze padhni chahiye.. ✅LEkin asl me ye nafl Namaze un ke liye he jiske zimme koi bhi Qaza namaz na ho yaani uski 5 waqto me se koi bhi farz namaz baaki na rahi ho. Is raat Agar Namaz padhe to apne zimme jo farz namaz chhuti he(qaza e umri) use pahle ada kare.. Or isi tarah roza ka bhi he Agar nafl roze rakhe to pahle ye niyyat kare ki jo mera farz Roza chhuta use ada kar raha hu. ✍🏻Q ki Jb tk kisi shakhs ke zimma farz baqi rahta hai, uska koi nafl qabool nhi kiya jata.```  Aalahazrat, Imaam E Ahle Sunnat,Mujaddid EDin O Millat, Ashshah Imaam Ahmad Raza  Rahmatullahi Ta'Aala Alayhi  *📚Fatawa Razawiyya Shreef,Jild 10/ Safa no.- 179* pr naql farmate hain ki jb Ammerul moamineen Hazrate Sayyiduna Siddiqe Akbar Radiallahu ta'ala Anhu ki naza ka waqt hua (...

ISLAM ME GANA (MUSIC/SONG) SUNNA KAISA

*🌹SAWAL:-🌹* Assalam O Alaikum.... Hazrat Jo Gana (Song/Music)Sunte hai unke uper Qur_Aan O Hadees ki Roushni me kya Hukm hai Tafsil me Jawab mile to Jayada Behtar hoga .... Hazrat Rahnumai Farmaye... Jazakallaho Khair. *🌹JAWAB:-🌹* Islam me Music sunna najaizo haram w sakht azab he. Quran-e-Paak main ALLAH عزوجل fermata hai: "Aur kuch loog khel ki baate khareedte hain k ALLAH ki rah se behka dein be sumjhe aur esse hassi bana lein, un k liye zillat ka azaab hai". *📚(Sura Luqman, Ayat:6)* Tafseer:Hazrat Syedna Abdullah Bin Abbas رضی الله تعالی عنہ ney es ayat ki tafseer yeh fermai k es sey muraad aalat-e-moseeqi hain. Aik aur jaga irshad hua:"Aur behka dey in main sey jis per qudrat paey apni awaz sey". *📚(Sura Bani Israeil, Ayat:64)* Hazrat Syedna Mujahid رضی الله تعالی عنہ ney eski tafseer gaaney baajon k sath ki. Ahadees: -AAQA kareem صلی اللہ علیہ وسلم ney fermaya:"ALLAH عزوجل tanbura, saaringi, aur dugdugi bajany waly k illawa h...