Gair Madkhoola Ko Talaq Di To Kitni Talaq Hogi Or Iddat Ka Hukm ?
*Gair Madkhoola Ko Talaq Di To Kitni Talaq Hogi Or Iddat Ka Hukm*
*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Hazrat Zaid Ne Hinda Se Nikah Kiya Aur Dusre Hi Din Use Talaq De Diya... Jab Ke Unke Darmiyan Koi Miya Biwi Wala Rishta Na Bana... Is Surat-e-haal Mein Kitni Talaq Waqe'a Hogi Or Iddat Ka Kya Hukm He ? Rehnumai Farma Den.
