*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu aleikum
Kya hindu ke tayyuhar ki mithai kha sakte h
Ayese halat me jab ki 50 se 60 log ke bich me mithai mile
*🌹JAWAB:-🌹*
Kafir Jo Apne Tyohar Par Mithai Wagairah Dete He Vo Jaaiz He Magar Parhez Karna Bahetar. Or Khas Unke Tyohar Ke Din Na Le Agar Dusre Din De To Le Sakta He Agar Usme Koi Najasat Na Mili Ho.
Jaisa Ki Malfuzate Aala Hazrat Me He,
Sawal Kiya Gaya Ki Kafir Jo Holi Diwali Me Mithai Wagairah Bantte he Musalmano Ko Lena Jaiz He Ya Nahi
Jiske Jawab Me Farmate He, Us Roz Na Le. Haañ Agar Dusre Roz De To Le Le Ye Na Samjh Kar ki Un Khabsa Ke Tyohar Ki Mithai He Balki Maale Moozi Naseeb Gazi Samjhe.
*📚(MALFOOZATE AALA HAZRAT, J-1, S-163)*
Or Huzur Aala Hazrat Isi Tarah Ke Ek Sawal ke Jawab me Farmate He,
حلال ہے لعدم المحرم
(Hurmat Ki Daleel Na Hone Ki Wajah Se) Magar Musalman Ko Ehteraz Chahiye لخبث النسبت (Nisbat Ki Khabasat Ki Wajah Se) Agar Kuffar Usko Bataure Tasadduq Baant Rahe Ho Tab To Hargiz Paas Na Jaye.
*Makhuz📚(FATAWA RAZVIYA, J-21, S-607)*
Or Farmate He,
Hindu Ke Yaha Gosht Haram He Or (Dusri) Cheezo Me Fatwa Jawaz Or Taqwa Ehteraz.
*📚(FATAWA RAZVIYA, J-21, S-659)*
Lihaza Hinduo Ke Tahewar Par Jo Mithai Dete He Use Khana Haram To Nahi Magar Bachna Bahetar he.. Or Khas Unke Tyohar Ke din na le Or Agar Bataure Tasadduq bhi De Tab Bhi Na Le. balki Maale Moozi Naseeb Gazi Samaj Kar le sakta he. Agar Isme Koi Zillat Ka pahlu Ho To Hargiz Na Le..

Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲84
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment