Deeni Kitab Ki Taraf Paanw Karna Kesa ?

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalaamu alaikum

Mera sawal hai ki deeni kitaab ki taraf pair karna shariyat mein mana kiya gaya hai ya khilaf e adab hai? Agr maan lijiye hum soye hue hai aur mere tthik pair ke saane ek slap hai ji par deeni kitaabein rakhi hui hai to kya us taraf pair karne se mana kiya gaya hai ya ye khilaf e adab hai. Rahnumai farmae

*🌹JAWAB:-🌹*

وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Dini Kitab Ki Taraf Paanw Felana Makrooh He.

_Jaisa Ki Huzur SadrushShariyah Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He,_

Mashaf Shareef W Kutube Sharaiyah Ki Taraf Bhi Paanw Felana Makrooh He, Haañ Agar Kitabe Unche Par Ho Ke Paanw Ki Mahazaat Unki Taraf Na Ho To Harj Nahi Ya Bahut Door Ho Ki Urfan Kitab Ki Taraf Paanw Felana Na Kaha Jaye, To Bhi Muaaf He.
*📚(BAHARE SHARIYAT, HISSA-3, SAFA-212, Application)*

*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts