*🌹SAWAL:-🌹*
15vi Shab ya chand raat me sohbat karna kesa ? Isi tarah se itwar(sunday) or budh(Wednesday) ko sohbat karna kesa ?
*🌹JAWAB:-🌹*
15ve chand ya chand raat ko sohbat karne me koi sharai mumane'at nahi he. Ki is tarah ki jo baate he vo zanni he koi yaqini nahi Agar kisine in dino me biwi se sohbat kar bhi li to koi sharai hukm nahi ki haram ya najaiz ya gunah jesa koi hukm nahi. Albatta parhez kare to bahetar kyu ki ek riwayat me he,
Hazrat imam Muhammad gazali naql farmate he ki Hazrate Ali or hazrate Abu Huraira or hazrate amire muawya RadiAllahu Anhum ne riwayat kiya he ki, chand raat, or chand ki pandrvi(15) shab or chand ke mahine ki aakhri Raat sohbat karna makrooh he ki in raato me sohbat karne ke waqt shaitan maujud hote he.
*📚(KIMYA E SA'ADAT, S-266)*
Or Tahqiq yahi he ki in raato me sohbat jaiz he lekin Ahtiyat isi me he ki sohbat karne se bache
*📚(KARINA E ZINDAGI, S-104, Hindi Addition)*
▶Or Biwi Se hambistari karte waqt Huzur Sallallahu alaihi w sallam Ne ek dua bhi ata farmai he.
"Bismillahi Allahumma jannib nash shaitana wa janne bish shaitana ma rajak tana."
Tarjuma: "Allah ke nam se, Ae Allah door kar humse shaitan mardud ko aur door kar shaitan mardud ko us Aulad se jo tu hume ata karega"
*📚(Bukhari sharif, Jild 3, Safa 473)*
Jo sohbat ki dua padhkr sohbat krega us hamal se,
Jo bachcha paida hoga In shaa allah shaitan usko kabhi nuqsan na pahuncha payega.
*📚(ANWARUL HADISH S-248)*
To Agar koi ye dua padhkar in raato me bhi sohbat karta he to insha'Allah shaytan se mahefooz rahega.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
*📬Pathan Moin Raza Khan, Petlad*
📲8487928693
============➖➖➖➖=========

No comments:
Post a Comment