*🌹SAWAL:-🌹*
Kya Aqeeqah Me Janwar Zabah Karna Zaroori He Ya Gosht Kharid Kar Bhi Aqeeqah Kar Sakte He ?
*🌹JAWAB:-🌹*
Ji Haañ Aqeeqah Me Janwar Zabah Karna Zaroori He, Jaisa ki Aqeeqe Ki Tareef Se Samajh Me Aata He Bachche Ki Pedaish Ke Shukriya Me Janwar Zabah Karne Ko Aqeeqa Kahte He.
Or Allah Ke Rasool ﷺ Ki Ahadise Qauli wa Fe'ale Se Sabit He Ki Janwar Zabah Karna Zaroori, Ahadis Darj Zail He,
Imam Bukhari Ne Salma Bin Aamir RadiAllahu Anhu Se Riwayat Ki He Ki Kahte He Mene RasoolAllah ﷺ Ko Farmate Suna Ki Ladke ke Sath aqeeqa he uski taraf se khoon bahao ( Yaani Janwar Zabah karo) or us se aziyat door karo yaani us ka sar mundva do.
*📚(Sahih Bukhari, Kitabul Aqeeqah, Hadis-5476, J-3, S-547)*
Imam Ahmad W Abu Dawood W Tirmizi W Nasai Samrah RadiAllahu Anhu Se Raawi ki Huzure Aqdas ﷺ Ne Farmaya: Ladka Apne Aqeeqah Me Girvi he satve din us ki taraf se janwar zabah kiya jaye or us ka naam rakha jaye or sar munda jaye.
*📚(Jaame'a Tirmizi, Hadis-1527, J-3, S-177)*
Girvi hone ka matlab ye he ki us se pura nafa'a hasil na hoga jab tak Aqeeqah Na Kiya jaye or ba'az ne kaha bachcha ki salamati or us ki nashwo numa or us me achche awsaf hona Aqeeqah ke sath wabasta he.
Tirmizi Ne Ameerul Mu'amineen Hazrat Ali RadiAllahu Anhu se Riwayat Ki Kahte he RasoolAllah ﷺ Ne Hazrat Hasan RadiAllahu Anhu Ki Taraf Se Aqeeqah Me Bakri Zabah Ki Or Ye Farmaya ki ' Chandi Sadqa Karo' Ham Ne Baalo Ko Wazan Kiya To Ek Dirham Ya Kuchh Kam The.
*📚(jamiu tirmizi-1524, Safa-175)*
*📚(BAHARE SHARIYAT HISSA-15, AQEEQAH KA BAYAN)*
*✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mukhtar Ahemad Ziyai Faizi Sahab Qibla*
*📬Darso Tadris Darul Uloom Mustafiya, Haldarva, Gujarat*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment