LIC Ka Nafa'a Halal He

*🌹SAWAL:-🌹*
Me LIC insurance company pe policy karwata hu to isse jo commission ban raha hai wo hallal hai ya haram ?

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ   
Harbi kafir jo kuch khushi se de usko lena jaaiz he wo riba nahi he.
ھدایہ ج ثانی کتاب الربا میں ھے
لا ربا بین الحربی و المسلم.
واللہ تعالی اعلم
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Raza Darul Ifta, Khambhat, Gujarat*

Isi Tarah Fatawa Markaze Tarbiyat Ifta Me He,

Zindagi Bima (Life Insurance Se Hasil Shuda Aamdani Halal He Use Apne Deeni W Dunyavi Umoor Me Sarf Karna Jaiz He, Ki Vo Nafa'a Haqiqat Me Sood Nahi Balki Ek Jaiz Maal He Jo Malik Ki Raza Se Milta He.
*📚(Fatawa Markaze Tarbiyat Ifta, J-2, S-273)*


*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲8
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts