*🌹SAWAL:-🌹*
30 Lakh Rupye Hai Bank Mein Woh 1 Crore Ke 1/3 Se Kam Hai Lihaza Jinke Haq Mein Wasiyat Ki Gyi Thi Unhe Nominee Bhi Banaya Gya Tha Toh Ab Iss Raqam Ko Istemal Krrne Ke Liye Warison Ki Ijazat Zaruri Hai Ya Bina Ijazat Hi Dono Paise Istemal Krr Sakte Hai ?
*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Agar Wasiyyat 1/3 Se Kam He To Warisoñ Ki Ijazat Ke Bagair Bhi Wasiyyat Sahih He...
Jaisa Ki Bahare Shariyat Me He,
Warisoñ Ki Ijazat Ke Bagair Ajnabi Shakhs Ke Liye Tihaai Maal Me Wasiyyat Sahih He.
*📚(Bahare Shariyat, H-19 Salas Maal Ki Wasiyyat Ka Bayan, Mas'ala-13)*
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
*🗓️8 Feb 2023, 16 Rajab 1444*
📲+91
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment