*Blinkit App Me Delivery Ki Job Karna Kesa ?*
*🌹SAWAL:-🌹*
Salam!
Blinkit App Mai Delievery Ki Job Karna Kaisa?
*isme Product Khanay Grocery Ka Saman Deliever Karne Par Hamein Raqm Milti Hai*
Grocery Mai Doodh Ghee Vegetables ; Cadbury Wagaira Delievry Karna Hota Hai ( Supermarket Ki Tarah)
{lekin Ye Bhi Nahi Pata Kay Wo Product Halal Bhi Hai Ya Nahi }
2} Us App Wale Sharab Bhi Bechtay Hai Lekin Ham Usey Deliver Na Karey to Yeh Kaam Karna Kaisa?
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Isme Job Karna Jaaiz He..
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-sawab
*🎙️Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Muzzammil Barkati Sahab Qibla*
*📬Baani Sadrushshariyah Academy W Sadrul Mudarriseen W Mufti Darul Uloom Anware Madina Khambhaliya, Gujarat*
*🗓️8 July 2025, 12 Muharram 1447*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*
No comments:
Post a Comment