✳Sawal
➡As Salaamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatahu
🌟Hazrath Rehnumayi Farmaye Aur Apne Ilm Se hame bhi Malala Farmaye...
♻Ghadeer ka matlab Kya hai..Ulma e Ahle Sunnat ka Is per Kya Aqida hai..Baraye Meharbani Tafseel se batayen..
JazakAllahu khaira..
✴Jawaab:
➡Tareekh ul Khulafa me Ye Riwaayat hai k Ek din Hazrat Ali Karramallahu Ta'ala Waj'hah ul kareem ne ek khule hue Maidan me bahot se logo ko jama kar ke farmaya k Main tum logo se puchta hu k Rasoolullah صلى الله عليه وسلم ne Yaum e Gadeer e Khum me mere Muta'lliq kya irshad farmaya tha?
♻To us Majma se 30 Admi khade hue aur un logo ne gawahi di k Huzoor صلى الله عليه وسلم ne us roz farmaya tha "Main jis ka Maula hu Ali bhi us ke Maula Hain, Ya Ilaahal Alameen! Jo shaks Ali se Muhabbat rakhe tu bhi us se Muhabbat rakh aur jo shaks Ali se Adaawat rakhe tu bhi us se Adaawat rakh.
🌟Isi Ko Shia Eid e Gadeer Kehte hain aur Khurafaat karte hain k Is Din Jo Bhi Gunaah Kare Sab Muaaf hai.
♻Shia Yahudi se bhi bahot aage nikal gaya hai , Shia ko is Eid ka bahot be chaini se intezar rehta hai, Shia ne kabhi Baqra eid ke liye itni be chaini intezar nahi kiya jitni shiddat se intezar shia ko eid e gadeer ka hota hai.
♻Balke ek riwayat me hai k Isi Din Hazrat Usman e Gani ki Shahadat hui jis ki khushi me Ye Log Gunaaho ko Bhi Halal Kar lete hain ...
Astagfirullah!
📝 مقصــــود اختــر القـــادری
خادم الافتـــــاء رضوی امجدی دارالافتاء
۵۰/ نیو قاضی اسٹـــریٹ ممبئی ۴۰۰۰۰۳
📝 (Mufti) Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
50/ New Qazi Street Mumbai 400003.
~,.,..,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,~
*🌹SAWAL-O-JAWAB👑F.T.S.🌹grp*
*📬Khadim:- Pathan MoinRaza (Petlad)*
🖋🖋📝📝📮📮📮📝📝✒✒
EID E GHADEER KA GADHNA
SAWAL:- eid e ghadeer ki shuruaat kis ne or kab ki????
JAWAB:-
Moiduddawla ne 18 dhul-hijjah 351 hijri ko baghdad me eid manaane ka huqm diya aur us eid ka naam "eid kham ghadeer" rakha, khoob dhol bajaaye gaye aur khusiyan manaayi gayin, usi tareekh yani 18 dhul hijah 35 hijri ko hazrat usman ghani radiallahu anha shaheed huwe they,
isliye us din shiaon ke liye "kham ghadeer" ki eid manaane ka din muqarrar kiya gaya,
ahmad bin buwaihi dailmi yani moiduddawla ki is ejaad ko jo 351 hijri me hui, Shiaon ne yahan tak riwaaj diya ki aaj kal ke shia ka yah aqeeda hai ki eid ghadeer ka darja eid ul azha se zyada buland hai
Ma'azallah
~,.,..,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,~
*🌹SAWAL-O-JAWAB👑F.T.S.🌹grp*
*📬Khadim:- Pathan MoinRaza (Petlad)*
📲
🖋🖋📝📝📮📮📮📝📝✒✒
sale chore ki aulad harami ki aulad kutta sala kuch bhibodicebhi bol dega kya tu jab knowledge na hoto koi zarurt nhi ki kuch bhi post kar do tu karta hoga apni maa bahen ke sth
ReplyDelete