*🌹SAWAL:-🌹*
jis hotel ya dhabe ka malik Sunni ho magar uske worker gaire Sunni ya kafir ho to aysi jagah par gosht ka khana kaisa ??
aysa hi malik gaire Sunni ya kafir ho magar kaam karne wale sare worker Sunni ho to aysi jagah par gosht khana kaisa ??
*🌹JAWAB:-🌹*
*1.👉* Huzur faqihe millat mufti jalaluddin Ahmad Amjadi alaihirrahma ek sawal ke jawab me tahrir farmate he ki,,,
Saiyedi Aala Hazrat imam ahamad raza muhaddise barailvy radiallahu anha tahrir faramate he "hindu ke hath ka paka huva gosht haram he magar is soorat me ki musalman ne zabah kiya or apne aankh se gayib hone na diha uske samne pakaya
*📚(fatawa razviya jild nuham nisf aakhir, safa 115)*
Lihaza soorate mas'aula me agar che us murg KO musalman ne zabah kiya magar chuñ ke banane wala gair Muslim tha or khana banate waqt vaha koi musalman maujud na tha is liye us gosht ka khana haram v najaiz he.
Jitne logo ne khaya sab tauba w astagfaar kare jab tak vo taubah na kare musalmano ka unke yaha khana mana he.
*📖Ba-hawala:- ( fatawa faqihe millat, jild-2, safa-311)*
*👉*
Jab ke hindu khana bana kar lata he to agar che uske yahakaam karne wale musalman bhi he agar khane me gosht or murg wagairah jaisi cheeze bhi hoti he to uske yaha ka bana huva khana kisi KO khilana ya khud khana dono haram he, or agar ye chize na ho to khana jaiz he magar bachna bahtar he.
Saiyedi Aala Hazrat alaihirrahmato ridwan tahrir farmate he "hindu ke hath ka paka huaa gosht haram he or baaki khane uske pakaye hue jaiz he.Jabke paani bartan me khillate najasat maloom na ho."
*📚(Fatawa razviya jild nuham nisf aakhri,safa 115)*
Or tahrir farmate he "Hindu ke yaha gosht khana haram he or dusri chiz me fatawa jawaz or taqwa aheteraze Imam Muhammed rahematullah alaihi farmate he به ناخذ مالم نعرف شيئا بعینه
*📚(Fatawa razviya jild nuham nisf aakhir safa 163)*
Or sadrushshariyah alaihirrahmato ridwan taherir farmate he "Hinduo ne pakaya huva khana najees nahi magar hatta alvus'a Muslim KO unki pakai hui chizo SE aehteraz karna chahiye. Ha gosht jisko unhone pakaya or (musalman ke waqte zibah SE khane ke waqt tak kabhi) vo nazare Muslim se gayib ho gaya to uska khana haram he
*📚(Fatawa amjadiya jild 4, safa 292)*
*📖Ba-Hawala:- (Fatawa faqihe millat jild-2,safa-314)*
~,.,..,., .,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,~
*🌹SAWAL-O-JAWAB👑F.T.S.🌹grp*
*📬Khadim:- Pathan MoinRaza (Petlad)*
📲+918487928693
🖋🖋📝📝📮📮📮📝📝✒✒
~•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••~

No comments:
Post a Comment