*🌹SAWAL:-🌹*
Zaid Ne bakar Ko 1 Lakh Rupye Diye Aur Ek Makan Girvi Rakha Ab 6 Maah Baad Jab bakar 1 Lakh Rupaye Lautata Hai To Kya Zaid Pure 1 Lakh Lega Ya 6 Maah Ka Kiraya Katwakar Paise Lega ?
Or bakar jisne karz diya kya vo us makan ko apne liye istemal kar sakta he ?
*🌹JAWAB:-🌹*
```Soorate mas'ula me zaid apne 1 laakh rupye hi lega girvi rakhi hui chiz ka kiraya katwa nahi sakta.```
Jisney rupye qarz diye hain usey Girwi rakhey Huey makan se nafa'A Lena jaiz nahi hai. Aur jisney Girwi rakha usko apna qabzah rakhna jaiz nahi hai poora qabzah makan ka dena zaroori hai. To jisney rupya diya woh bas apney poorey ek lakh rupye lega issey ziadah kuchh nahi lega.
Murtahin yani jiske paas saman girvi rakha jae( soorate mas'ula me bakar)
Murtahin ko rahan(yani girvi rakhi hui chiz) se kisi tarah ka intafa'a jaiz nahi, na reh kar, na kiraye par de kar, sab haram or sood he.
*📚 FATAWA RAZVIYA SHAREEF,J-10,S-300(qadeem)*
=========➖➖➖➖=========
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
*_📬Khadim:- Pathan Moin Raza Azhari_*
📲8487928693

No comments:
Post a Comment