*🌹SAWAL:-🌹*
Har farz namaz ke baad sar par ya dil par hath rakh kar aayatul kurshi kyu padhte he ?
*🌹JAWAB:-🌹*
Farz Namaz ke baad Aayatul kurshi padhne ke kai fazail he. Baaz log sar par ya dil par hath rakh kar padhte he ye bhi jaiz he isme koi harj nahi.sar par hath rakh kar aayatul kurshi padhne se dimag ko takviyat hasil hoti he.or dil par hath rakhne se dil saaf hota he. Or bhi kai fazail he.
Or ek hadish shareef me he ki
Hazrat Abu Umama Radiallahu Anhu se riwayat hai k Rasool Allah ne irshad farmaya:
"Jo shakhs har Farz namaz be baad Ayat Al Kursi parhe to is ke liye Jannat mein dakhil hone mein siwaye mot ke koi rukawat nahi."
*📚(NASAI SHAREEF,9928)*
*📚(SUNAN KUBRA, J-6, S-30)*
Imam bayhaqi ne 'Sho'abul iman' me hazrat anas radiallahu anhu se riwayat kiya he ki rasoollallah sallallahu alaihi w sallam ne farmaya: jis shakhs ne har farz namaz ke baad aayatul kurshi ko padha allah ta'ala us ko dusri namaz tak apni hifazat me rakhta he or aayatul kurshi ki hifazat sirf nabi, siddique ya shaheed hi karta he.
Or bhi kai aayatul kurshi ko farz namaz ke baad padhne ki fazilate he..
Wallahu aa'alam bis-sawab.
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
*_📬Khadim:- pathan Moin Raza Azhari, Petlad_*
==========➖➖➖➖==========

No comments:
Post a Comment