NAAM BADALNE PAR AQIQA ZAROORI NAHI

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum Warahmatullahi wabarkatahu

Sa'il Faqeer Saddam Hussain Razvi Noori Mumbai

Sawal:-
Kya Farmate Hai Ulama e Deen Muftiyane Sharai mateen is Mas'ale me
Ke Ek Shaqsh jo Shadi Shuda hai Magar Ab Apna Naam Badalna Chahta hai toh kya Usse Naam Badalne Ke Dubara Aqeeqa Karna hoga? 

Aur Agar dubara Aqeeqa karna hoga Toh Naam Change hoga Isse Nikah Per Koi farq Padega q ki nikah Jis Naam se hua tha Woh change hogayega??? 

Baraye Karam Jawab Inayat Farmaye InshaAllah Tabarak Wata'ala Karam hog Nawazish hogi

*🌹JAWAB:-🌹*
WaAlaykumusSalam WaRaHmatullaah WaBarakatuh. Woh shakhs apna Naam badal sakta hai. Aqeeqah dobarah nahi karna hoga na nikaH men farq ayega

*✍🏻AL-JAWAB:- HAZRAT JANAB MASOOD NOORI SAHAB UDAIPUR, RAJASTHAN*

*_📬 Pathan Moin Raza Azhari,Petlad_*
📲

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
===========➖➖➖➖=========

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts