Gair Nabi Ke Liye Alaihis Salam Istemal Karna

*🌹SAWAL:-🌹*
Gair Nabi Ke Liye Alaihis Salam Istemal Karna Kesa ?

*🌹JAWAB:-🌹*

*📚Bahar e Shariat hissa 16* me Salam k bayan me hai.

Kisi k nam k sath Alaihissalam kehna ye Anbiya o Malaikah (Nabiyo or farishto) k sath khas hai jaise Musa Alaihissalam jibrail Alaihissalam wagaira nabi or farishte k Siva kisi dusre k naam k sath Yu na kaha Jaye.

Ha gar Anbiya ya huzur k naam k sath ahlebait or sahaba ka zikr aaye to sath me Mila kar keh sakte hai jaise Ala nabiyyenas salato wassalam wa ala aalihi w sahbihi wagairah. Jaise durud me hota hai.

و الله اعلم بالحق والصواب
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Hafiz Muhammad Taufiq Raza Khan Misbahi Sahab Qibla Maddazilahul Aali*
*_📬Qazi E Petlad w Darso Tadris Darul Uloom Mustafiya, Haldarwa Gujrat*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲8487
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts