*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum
Hazrat Aulmao Ki Bargah me sawal he Ke Kisi bhi Sahabiye Rasool sallallahu alayhi wasallam ki shan me Gustakhi karne Vale par kiya hukm he kiya Ye kufr he Ya sirf Gumrahi he
Quran wa Hadeed sharif ki Roshni me Rehnumai Farmaye
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Tamam Sahaba e kiram RadiAllahu Anhum Ahle Khair W Sulaah he or aadil, un ka Jab Zikr Kiya Jaaye To khair hi Ke Sath Hona Farz He.
Kisi Sahabi Ke Sath soo'a (Buri) Aqidat Bad Mazhabi W Gumrahi w istehqaqe Jahannam he, ki vo Huzure Aqdas ﷺ Ke Sath bugz he. Aysa Shakhs Rafzi He, Agarche charo Khulfa ko mane or apne aap ko sunni kahe.
Maslan Hazrat Ameere Muaawya or unke walide Majid hazrat abu sufyan or walida majida hazrate Hind, isi tarah hazrat saiyedna amr bin aas w hazrat mugeera bin sho'aba, w hazrat abu Moosa Ash'ari RadiAllahu Anhum, Hatta Ki Hazrat Wahshi RadiAllahu Anhu jinhone qable islam hazrat Saiyedna Saiyedush Shohda Hamza RadiAllahu Anhu Ko Shaheed kiya or ba'ade islam akhbasun Naas khabees musaylima kazzab mal'oon ko wasile jahannam kiya. Vo khud farmaya karte the, ki mene khairun Naas w shirun Naas Ko Qatl kiya in me se kisi ki shan me gustakhi, Tabarra he or iska qaail rafzi, agarche hazraate shaikhain RadiAllahu Anhuma ki Tauheen ke misl nahi ho sakti, ki unki Tauheen, balki unki khilafat se inkar hi fuqha e kiram ke nazdik kufr he.
*📚(Bahare Shariyat, J-1, Imamat Ka Bayan)*
Sahaba e kiram ko Gali Galoch ya Tabarra Karna bad mazhabi va gumrahi he..
Ek rivayat ka mafhum he ki umar farooke Aazam tak ye baat pahuchi fulañ shakhs sahaba ko bura bhala kehta he to hazrat ne farmaya nabi ki gustakhi to kufr he magar sahaba ka gustakh ye gumrah bad mazhab, be din he.
Wallahu ta'aala aa'alam va rasulahu
*✍🏻Al-Jawab: Maulana Fahim Razvi Mustafai Sahab,*
*_📬Khatibo Imam Noori Masjid Mahudha Gujarat_*
Isi Tarah Huzur Shareh Bukhari Alaihir Rahmato Ridwan Farmate he,
Sahaba e kiram ki Tauheen ke mukhtalif madarij he. Ba'az Tauheen yaqeenan kufr he. Maslan Hazrat Siddiqe Akbar RadiAllahu Anhu Ke Sahabi hone se inkar karna ya sahaba e kiram ko mutlaqan munafiq is ma'ana kar kahna ki he yaqiqat me musalman nahi he, dunyavi lalach ki bina par zaban se kalma parh liya tha. Haqiqat md kafir the, or Dusri Tauheen ki soorte Gumrahi w Bad deeni He, Or Tauheen karne wala jahannam ka kutta he, Magar us par kufr ka fatwa nahi, Jab Tak Tauheen ki naw'iyat nahi maloom hogi, Qatai Hukm Nahi Lagaya Ja Sakta.
*📚Fatawa Shareh Bukhari, J-2, S-26)*
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_✍🏻Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
📲
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:
Post a Comment