Kya Tamam Aasmani Kitabo Par Iman Lana Zaroori He

 *🌹SAWAL:-🌹*
Asslamualikum,   
Aasmani Kitabon Prr Iman Lana Zaruri Hai Ya Nhi ?

*🌹JAWAB:-🌹*
وعلیکم السلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ 
Allah Ta'ala Ne Jitni Kitabe, Sahafe Aasman Se Nazil Kiye Un Tamaam Par Iman Lana Zaroori Hai ..agarche Us Ke Naam Hame Maloom Na Ho... Ijmaali Taur Par Yuñ Imaan Lakar Kahe "Me Iman Laya Allah Ta'ala Ki Tamam Kitaboñ Par" Haañ Qura'an Shareef Ke Ilava Abhi Jo Kitabe Milti Hai Bibal Wagairah Jis Me In Yahudi Nasrani Isayiyoñ Ne Ghata Badha Diya Unko Ham Nahi Mante Is Liye Jo Ahkam Jo Kitab Sahifa Allah Ta'ala Ne Nazil Kiye Us Par Imaan Laye...
واللہ تعالی اعلم بالصواب
*_✍🏻 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️26 Sep 2022, 28 Safar 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts