*🌹SAWAL:-🌹*
Asslamualikum, Zaid Se Kisi Ne Kaha Ki Jo Log Zameen Qabza Krrte He Unko Qabr Mein Azab Hoga Toh Zaid Ne Kaha Ke Wahan Kon Dekh Raha Hai Pehle Duniya Mein Hi Bhugat Le. Aaisa Kehna Par Kya Huqm Hai?
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Ye Jumla Jo Usne Kaha He Ki "Wahañ Kon Dekh Raha He Pahle Dunya Me To Bhugat Le" 'Dunya Me Bhi Bhugat Le' Is Lafz Se To Qabr Ke Azab Ka Inkaar Nahiñ Lag Raha He. Is Liye Momin Ke Upar Nek Gumaan Rakhna Chahiye... Or Agar Waqaee Usne Qabr Ke Azaab Ka Inkaar Kiya He, Or Vo Usne Zahir Kar Diya He To Fir Vo Ahle Sunnat Se Kharij Ho Jayega...
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*🎙️Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Juned Raza Azhari Sahab Qibla*
*📬Fazile Jame'a Azhar, Nadiyad*
*🗓️25 Aug 2022, 26 Muharram 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment