1 Ramzan Ko Sahibe Nisab Hua To Zakat Kab Ada Kare ? Fauran Ya Saal Baad ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Asslamualikum Wa Rahmatulahi Wa Barkatuhu 

Missal Ke Taur Pe Agar Kisi Ke Paas Itna Sona Aagya Ki Usse 52.5 Tola Chandi Khareed Sakta Hai Aur Kuch Cash Bhi Hai Toh Jis Din Aaya Jaise 1 Ramadan Ko Aaya Toh Ab Saal Guzarne Ke Baad Yani Agle Saal 1 Ramadan Ko Zakat Farz Hogi Na ? Ya Jis Din Aa Gaya Uss Hi Din Zakat Farz Ho Gayi?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Haañ, Agar Wo Pehle Se Nisab Ka Malik Nahiñ Tha, Maan Lo 1 Ramdan Ko Malik Huwa To Us Par Fouran Zakat Nikalna Farz Nahiñ, Balki Us Maal Par Ek Saal Ka Guzarna Shart He, Ek Saal Guzar Gaya Ab, Jitna Maal He Us Ka 40 Wa Hissa Zakat Me Nikal De. Wallahu Ta'ala Aa'alam
*_✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi_*
*📬Masjide Hazrat Bilaal, Nadiyad Gujarat*
*🗓️16 Apr 2023, 24 Ramzanul Mubarak 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts