Kya Tasbeehe Fatima Sirf Namaz Ke Baad Hi Padhni He Kya Kabhi Bhi Padh Sakte He ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum

Ham Jo Tasbeeh E Fatima Padhte Hai Wo Kya Sirf Farz Namaz Ke Baad Hi Padhna Chahiye Ya Kisi Bhi Waqt Padh Sakte Hai
Aur Tasbeeh E Fatima Padhne Ka Sabse Bada Azl Kya Hai

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Namaz Ke Alawa Bhi Tasbeehe Fatima Parh Sakte Hai, Isme Koi Harj Nahiñ..

Tasbeehe Fatima Beshumaar Barkaat Ki Haamil He or Uska Sabse Bada Faaida Ye He Ki Banda Tasbeehe Fatima Ki Barkaat Se Ibadaat Ke Muaamlaat Me Gaflat, Susti, Thakawat Se Mahfooz Rahta He...
(Tasbeehe Fatima Ye He,
33 Baar SubhanAllah, 33 Baar Alhamdulillah, Or 34 Baar Allahu Akbar..)
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-Sawab
*✍🏻Al-Jawab: Maulana Fahim Razvi Mustafai Sahab,*
*_📬Khatibo Imam Noori Masjid Mahudha Gujarat_*
*🗓️21 March 2024, 10 Ramzanul Mubarak 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts