Nafl Rozo Ki Mannat Thi Or Rajab Ke Roze Rakhe To Kya Mannat Ke Roze Dubara Rakhne Hoge Ya Ho Gay ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum
Hajrat Hame Mere 3 Nafil Roze Rakhne the Pahle Ke Aur Maine Jaise 3 Roze Rakhe Rajab Ke to Kya Wo 3 Roze Bhi Pure Ho Gye Ya Wo Alag Se Rakhne Honge? 

*🌹JAWAB:- 🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Nafl Roza Rakhna Tha Achchi Baat He, Nahiñ Rakh Sake Tab Bhi Koi Harj Nahiñ, Rajab Ke Nafl Roze Rakhe to Vo Rajab Ke Hi Huve, or Haañ Nafl Roze Rakhne Ki Mannat Maani Thi to Mannat Poori Hone Ki Soorat Me Vo Roze Rakhne Hoñge ..
واللہ اعلم باالصواب 
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Maulana Shahabuddin Misbahi Sahab*
*📬Darul Uloom Shahe Aalam Ahemdabad*
*🗓️25 Jan 2024, 13 Rajab Ul Murajjab 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts