Allah Ki Taqat Harkat Me Aai Jumla Istemaal Karna Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum
Allah Tabarak Wa Ta'ala Ki Taqat Harqat Mein Aayi...
👆 Kya Ye Jumla Kehna Durust Hai...

Barahe Meharbani Rehnumai Faramaye

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Allah Tabraak W Ta'ala Jism Se Paak He or Lafz Harkat Jism Se Muta'alliq Lihaza Ayse Alfaaz Ka Istemaal Hargiz Rawa Nahiñ Bargahe Haq Me..
Wallahu Ta'ala Aa'alam 
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Faiz Raza Khan Tahesini Mazhari Summa Manzari Sahab Qibla*
*📬Markaze Ahle Sunnat Bareilly Shareef*
*🗓️15 Oct 2024, 11 Rabi Us Saani 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Masjid Ke Dusre Floor Par Namaz Padhna Kesa ? Tanha Sunnat Wagairah Padhne Ka Bhi Kya Hukm He?

 *Masjid Ke Dusre Floor Par Namaz Padhna Kesa ? Tanha Sunnat Wagairah Padhne Ka Bhi Kya Hukm He?* *🌹SAWAL:-🌹* Assalamualaikum Wa Rahmatull...

Popular Posts