4 Rakaat Qaza Namaz Me Tisri W Choti Rakaat Me Surah Milana ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum 
Agar Hum Zohar Ki Qaza Padh Rahe Hain to Teesri Aur Chauthi Raka'at Me Surah Padhe Ya Nahi ?
Aur Agar Surah Na Padhi to Sajda E Sahu Karna Hoga Ya Nhi ? 
Jawab Inayat Farma Dijiye 
Jazakallahu Khairan Kaseera

*🌹JAWAB:-🌹*
 وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Zuhar Ki Qaza Bhi Agar Padh Rahe Hain Tab Bhi Sirf Pahli 2 Hi Rak'at Me Surah Milai Jayegi,
Baaqi Rakat Me Sirf Surah Fatiha Hi Padheñ.
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-Sawab 
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Maulana Ashraf Qadri Alimi Sahab*
*📬Madarsa Lateeful Uloom, Raza Nagar, Jigna Mirzapur Up*
*🗓️20 Nov 2024, 17 Jamadi Ul Awwal 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts