*Tashahud (Attahiyat) Ki Aakhir Me Huzur ﷺ Ke Naam Ke Sath Durood Ka Izafa Karna Kesa?*
*🌹SAWAL:-🌹*
السلامُ علیکم ورحمۃاللہ وبرکاتہ
Namaz Me Jab Tashahud Padhte Hain ... To Last Me Kalme Me Jb Huzoor Ka Naam Ata Hai ... To *Sallallahu Alaihi Wa Aalihi Wasallam* Padh SAkte Hain ?
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Tashahud Ya Dua E Masoor Me Izafa Durust Nahiñ.
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Mufti Dilshad Ahmad Ziyai Amjadi Sahab Qibla*
*📬Khatibo Imam Aala Hazrat Raza Jame'a Masjid, Gomoh Dhanbad, Jharkhand*
*🗓️5 Dec 2024, 2 Jamadi Us Aakhir 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad Gujrat_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Me Tabdili Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*
No comments:
Post a Comment