Loading Date...
﷽
Header image

Latest Masail
Loading Latest Posts...

Maslake Aalahazrat Zindabad

Gusl Ke Bache Huve Paani Se Istenja Karna Kesa ?

 *Gusl Ke Bache Huve Paani Se Istenja Karna Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum Bhai
Ek Sawal Tha 
Gusul Key Bachey Hue Pani Se Istinja  Ke Liye Istemaal Kar Saktey Hai Kya ?

Awliyah Allah Ke Mazar Par Jana Kesa ? Mazar Par Fatiha Ke BaJaye Ka Ghar Par Hi Fatiha Kar Sakte He ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Kya Auliya Ke Mazaar Par Ja Sakte Hai Aur Agar Ja Sakte Hai ? Dargah Par Jaane Ke Bajaay Ghar Par Hi Yaad Karke Fatiha Padh Sakte Hai Ki Nahi ?

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ

Gair Muslim Unki Yatra Se Wapas Aaye To Unke Gale Me Haar Dalna Kesa ?

 *Gair Muslim Unki Yatra Se Wapas Aaye To Unke Gale Me Haar Dalna Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualekum,
India Me Kai Muslim Ke Pados Me Gair Bhi Rehte Hai,
Aese Me Sab Apne Kamo Me Unko Dawat Dete Hai
Or  Sharik Hote Hai

Muslim Haj Ko Jae Ya Umra Ko Wo Log Aake MAaala De Jate Hai Kuch Log  Pehnate Hai Kuch Nhi Pehante Unke Hath Se,

Ab Swal Faqat Itna Hai Kia Gair Muslim Jo Apni Yatra Karke Aaya

Usko  Muslim Bhi  Har Maal De Sakta Hai ?

*🌹JAWAB:-🌹*

Aurto Ka Jamaat Ke Sath Khade Ho Kar Salam Padhna Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُه‎
Kya Aurte(Ladies) Jamat Ke Sath Khade Hokar Salam Padh Sakti Hai?
Jawab Inayat Farmaye!

Chuha Kapdoñ Par Chad Jaye To Paaki Ka Hukm ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
As Salamu Alekium Hazrat ,
Agar Chuha Upar Charh Jaye to Pant Ya Trouser Napak Hojaege ?

Naat Khwañ Ya Muqarrir Ko Nazrana Dena Ya Uska Lena Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُه‎
Agar Naatkhwan Mehfil (Milad) Attend Karne Ka Paise Laete Hai Charge Karte Hai Kya Yae Laena Ya Dena Jayaz Hai?

Jawab Inayat Farmae!

Konsa Libaas Pahanna Sunnat He ? Safed ? Zard Ya Siyah Ya Dusra Koi ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُه‎
Konsa Libas Pehanna Sunnat Hai?
(Safed Ya Zard Ya Siyah Rang Ka Kurta Pajama Pahnane Se Sunnat Ka Sawab Milega?)

Jawab Inayat Farmaye!!!

*🌹JAWAB:-🌹*

Most Popular Posts

KUNDE KI NIYAZ KAB KARE ? Hazrat Saiyeduna Imam Jaafar sadiq radiallahu anhu ki tarikhe fateha 15 Rajjab ko he ya 22 Rajab ko ???

```KUNDE KI NIYAZ KAB KARE ?👇🏻``` *🌹SAWAL:-🌹* Hazrat Saiyeduna Imam Jaafar sadiq radiallahu anhu ki tarikhe fateha 15 Rajjab ko he ya 22 Rajab ko ??? *🌹JAWAB:-🌹* Hazrat imam ja'afar Sadiq radiallahu anhu ki fatiha kisi bhi tarikh ko kar sakte he lekin aap ke wisal ki tarikh 15 rajab he is lihaz Se15 Rajab ko kare ki hazrat ke wisal ki tarikh 15 rajab hi he to Afzal he. Or Jo Kunde Ki Niyaz Dilai Jaati He Vo 22 Rajab Ko Mash'hoor He, Or 22 Rajab Ko Sahabi e Rasool Ameerul Mu'amineen Hazrat Ameere Muawya RadiAllahu Anhu Ki Tarikhe Wisal He, Is Liye 22 Rajab Ko In Dono Hazraat Ke Naam Se Fatiha Kare Tab Bhi Afzal He. Huzur Faqihe Millat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate He, Hazrat imam ja'afar sadiq radiallahu anhu ki niyaz 15 rajab ko kare ki hazrat ka wisal 15 rajab hi ko huaa he na ki 22 rajab ko... *📚(FATAWA FAQIHE MILLAT JILD-2,SAFA-265)* *📚(MIRATUL ASRAR SAFA-213)* *📚(SAWANEH BARAH IMAM SAFA-125)* Mazkura kitab ke Mazkura safa par aap dekh sa...

Shabe meraj/ shabe barat ko kya ibadat kare ? Farz chhor kar nafl padhna kaisa ?

*🌹SAWAL:-🌹* Shabe meraj/ shabe barat ko kya ibadat kare ? Farz chhor kar nafl padhna kaisa ? *🌹JAWAB:-🌹* ```Shabe meraj, shabe barat ya jitni bhi shab aati he usme awam ko bataya jata he ki us din nafl namaze padhni chahiye.. ✅LEkin asl me ye nafl Namaze un ke liye he jiske zimme koi bhi Qaza namaz na ho yaani uski 5 waqto me se koi bhi farz namaz baaki na rahi ho. Is raat Agar Namaz padhe to apne zimme jo farz namaz chhuti he(qaza e umri) use pahle ada kare.. Or isi tarah roza ka bhi he Agar nafl roze rakhe to pahle ye niyyat kare ki jo mera farz Roza chhuta use ada kar raha hu. ✍🏻Q ki Jb tk kisi shakhs ke zimma farz baqi rahta hai, uska koi nafl qabool nhi kiya jata.```  Aalahazrat, Imaam E Ahle Sunnat,Mujaddid EDin O Millat, Ashshah Imaam Ahmad Raza  Rahmatullahi Ta'Aala Alayhi  *📚Fatawa Razawiyya Shreef,Jild 10/ Safa no.- 179* pr naql farmate hain ki jb Ammerul moamineen Hazrate Sayyiduna Siddiqe Akbar Radiallahu ta'ala Anhu ki naza ka waqt hua (...

ISLAM ME GANA (MUSIC/SONG) SUNNA KAISA

*🌹SAWAL:-🌹* Assalam O Alaikum.... Hazrat Jo Gana (Song/Music)Sunte hai unke uper Qur_Aan O Hadees ki Roushni me kya Hukm hai Tafsil me Jawab mile to Jayada Behtar hoga .... Hazrat Rahnumai Farmaye... Jazakallaho Khair. *🌹JAWAB:-🌹* Islam me Music sunna najaizo haram w sakht azab he. Quran-e-Paak main ALLAH عزوجل fermata hai: "Aur kuch loog khel ki baate khareedte hain k ALLAH ki rah se behka dein be sumjhe aur esse hassi bana lein, un k liye zillat ka azaab hai". *📚(Sura Luqman, Ayat:6)* Tafseer:Hazrat Syedna Abdullah Bin Abbas رضی الله تعالی عنہ ney es ayat ki tafseer yeh fermai k es sey muraad aalat-e-moseeqi hain. Aik aur jaga irshad hua:"Aur behka dey in main sey jis per qudrat paey apni awaz sey". *📚(Sura Bani Israeil, Ayat:64)* Hazrat Syedna Mujahid رضی الله تعالی عنہ ney eski tafseer gaaney baajon k sath ki. Ahadees: -AAQA kareem صلی اللہ علیہ وسلم ney fermaya:"ALLAH عزوجل tanbura, saaringi, aur dugdugi bajany waly k illawa h...