*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُه
Kya Aurte(Ladies) Jamat Ke Sath Khade Hokar Salam Padh Sakti Hai?
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Aurtoñ Ka Ek Sath Mil Kar Salam Padhna Ya Zikr O Azkar Karna Is Me Koi Harj Nahiñ Jabki Bahut Zyada Buland Aawaz Se Na Ho Ke Kisi Gair Mahram Tak Aawaz Pahunche to Itni Aawaz Se Padh Sakti He..
Ki Aurt Ki Aawaz Bhi Aurat He..
Jaisa Ke *📚Fatawa Mustafwiyya, Page:520* Par He..
Lihaza Is Ka Khayal Zaroor Rakkha Jaye Ki Unki Aawaz Ko Gair Mahram Na Sune Our Aawaz Sirf Utne Hisse Tak Hi Jaye Jahañ Tak Aurteñ Ho to Padh Sakti He, Warna Ijazat Nahiñ.
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-sawab
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️11 Aug 2024, 5 Safar 1446*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Ke Sath Chhedchhad Karne Ki Ijazat Nahiñ. Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*
No comments:
Post a Comment