Shadi Ke Baad Ladki Ke Maañ Baap Ne Ladki Par Jo Bataure Ilaj Kharch Kiya Usko Shohar Se Ladki Ke Inteqal Ke Baad Wapas Lena Ya Jahez Wagairah Wapas Lene Ka Hukm ?
*Shadi Ke Baad Ladki Ke Maañ Baap Ne Ladki Par Jo Bataure Ilaj Kharch Kiya Usko Shohar Se Ladki Ke Inteqal Ke Baad Wapas Lena Ya Jahez Wagairah Ka Hukm*
*🌹SAWAL:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Hazrat Sawal Ye He Ki Hamari Ladki Ki Shadi Ki Thi Mahar 5 Lakh Baandha Gaya Tha Asl Me Ladke Walo Ki Taraf Se Bahut Saari Farmaish Thi Is Liye Mahar Bhi Zyada Bandha Gaya Ab Us Ladki Ka Inteqal Ho Gaya Asl Me Unke Susraal Walo Ne Ilaaj Nahi Karaya Ham Logo Ne Taqriban 6 Lakh Rupya Shadi Karne Ke Baad Bhi Ilaaj Me Lagaya to Ab Ham Apna Jo Jahez Diya Usko or Jo Maal Zewar Wagairah Diya Tha Uska Kya Kare Hamne Apna Jitna Paisa Kharch Kiya Usko Wapas Le Sakte Hai ?
Or Jo Mahar Bandha Uska Kya Kareñ Mukammal Hawale Ke Sath Rahnumai Farmaye.. Jazakallah Khair
*🌹JAWAB:-🌹*
