*🌹SAWAL:-🌹*
Agar jama'at se namaz padh rahe h or shuru ki teen rak'at nikal gyi h humne akhri rak'at se jamat ko pakda h. us surat mein imam k salam ferne k baad kya hume jama'at ke mutabik khamosh rehna h ya fir bachi hui rakato'n me surah fateha padhni padhegi..
*🌹JAWAB:-🌹*
Kisi masbook mauktadi ko 4 (char) rak'aat wali namaz yani zohar,asar, ya isha ki sirf ek hi raka'at mili yani voh masbook muktadi chauthi raka'at me jama'at me shamil huaa, lihaza voh imam ke salam ferne ke baad 3 (teen) raka'ate hasbe-zail tartib se padhega.
Imam ke salam ferne ke baad khada ho jaae or agar kisi wajah se sana nahi padhi thi, to ab padhle , or agar pahle sana padh chuka to sirf a'audhu se shuru kare or pahli raka'at me sura E fatiha or surat padh kar, ruku'a or sajda karke kai'da me bethe or ka'ada me sirf 'attahiyat' padh kar khada ho jaae, fir dusri raka'at me alhamdu shareef or surat dono padhe or ruku'a w sujud karke ka'ada kiye bagair tisri taka'at ke liye khada ho jaae or tisri raka'at ke kayam me sirf sura e fatiha padh kar ruku'a or sajde karke ka'ada e aakhira karke namaz puri kare.
*📚(Durre mukhtar,bahare shariyat hissa-3, safa-136 or Fatawa razviya jild-3safa-393/296)*
*📖(Momin ki namaz safa-350/351)*
~,.,..,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,~
*🌹SAWAL-O-JAWAB👑F.T.S.🌹grp*
*📬Khadim:- Pathan MoinRaza (Petlad)*
📲+918487928693
🖋🖋📝📝📮📮📮📝📝✒✒
~:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::~

No comments:
Post a Comment