*🌹SAWAL:-🌹*
Nabi Sallallahu alaihi w sallam ke naam ke sath s.a.w ya a.s ya urdu me ص ya ع likhna kaisa ?
*🌹JAWAB:-🌹*
_Huzur Sallallahu Alaihi w sallam ke naame mubarak ke sath s.a.w ya a.s yani adhura durood likhna najaizo haram w sakht mahroomi he._
_Huzur Sadrushshariya Alaihir Rahma Farmate he,_
Huzur se muhabbat ki alamat yah he ki zyada se zyada unka zikr kare or zyada se zyada un par durood bheje. Or jab huzur ka naam likha jaae to 'sallallahu alaihi w sallam' pura likha jaae. Kuchh log s.a.w(صلعم) ya swad (ص) likh dete he yah najaizo haram he.
*📚(BAHARE SHARIYAT, H-1, S-22)*
_Huzur Aala Hazrat Alaihir Rahma Taherir Farmate he,_
Huroofe ص likhna jaiz nahi na logo ke naam par na huzur ke naam par. _Aage farmate he.._
Naame aqdas par yu nahi ke vaha pure durood shareef ka hukm he sallallahu alaihi w sallam likhe faqat ص ya صلم (s.a.w) ya صلعم jo log likhte he sakht shanee'a w mamnoo'a he yaha tak ki TATARKHANIYA me is ko takhfeefe shane aqdas thareya.
*📚(FATAWA RAZVIYA, J-23, S-384)*
Yuhi Sahaba ya buzurgo ke naam ke sath radiAllahu anhu ki jagah 'RA' ya Rahematullah alaihi ki Jagah 'RH' likhna bhi jaiz nahi.
Aysa hi *📚FATAWA AMJADIYA* w *📚FATAWA FAIZUL RASOOL* me bhi maujud he.
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*✍Pathan Moin Raza Azhari,Petlad*
📲
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
===========➖➖➖➖===========

No comments:
Post a Comment