*🌹SAWAL:-🌹*
'Ukoobate Aulmae Soo' Se Kya Murad he ?
*🌹JAWAB:-🌹*
Ukoobat ka ma'ana hota he anjam. Or aulmae soo ka ma'ana hota he vo aulma, vo ilm rakhne wale hazraat, jo apne ilm par amal ja karte ho, ilm rakhne ke bawajood fisq bhi karte ho, badkaari or gunaho me mulawwish ho to ayse aalimo ko aulma e soo kaha jata he or ukoobate aulmae soo ka ma'ana hua ki gunah karne wale aalimo ka anjam. Jiska zikr kai hadisho me he. Ek riwayat me he ki jin hazraat ko sab se pahele jahannam me dakhil kiya jaega un me se ek be-amal aalim bhi hoge yaani aulma e soo, gunah karne wale aalim, ilm rakhne ke bawajood gunaho me zindagi bashar karne wale aulma ye jahannam me sab se pahele dakhil kiye jaege. To yahi uqoobate aulma e soo he. Yani gunah karne wale aalimo ka anjam.
Aulma e soo ki ek khusoosiyat be amli hogi...
Allah Ta'ala ne bani israil ko Khabardat karte hue farmaya..
أَتَأْمُرُونَ النَّاسَ بِالْبِرِّ وَتَنسَوْنَ أَنفُسَكُمْ وَأَنتُمْ تَتْلُونَ الْكِتَابَ ۚ أَفَلَا تَعْقِلُونَ
Kya logo ko bhalai ka hukm dete ho or apni jaano ko bhulte ho halañ ki tum kitab padhte ho to kya tumhe aql nahi.
*📚(SURA E BAQRAH, A-44)*
وَلَا تَلْبِسُوا الْحَقَّ بِالْبَاطِلِ وَتَكْتُمُوا الْحَقَّ وَأَنتُمْ تَعْلَمُونَ
Or haq se batil ko na milao or dida danishta haq na chhupao.
*📚(SURA E BAQRAH, A-42)*
Aulma e Soo ki mukhtalif pahechan ahadis me bhi bayan ki gai he. Maslan ek riwayat me he
قال رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم من طلب العلم لیماري بہ السفہاء أو یصرف بہ وجوہ الناس إلیہ أدخلہ النار رواہ الترمذي
Jis Shakhs ne ilm is liye hasil kiya taaki aulma se muqabla kare ya kam ilm logo se jagrha kare ya logo ko ilm ke zariye apni taraf maail kare, allah ta'ala aese shakhs ko jahannam me dakhil karega.
*📚(MISHKAT SHAREEF, 34)*
Dusri riwayat me,
قال رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم من تعلم علما مما یبتغی بہ وجہ اللہ لا یتعلمہ إلا لیصیب بہ عرَضًا من الدنیا لم یجد عرف الجنة یوم القیامة یعنی ریحہا رواہ احمد
Jis Shakhs ne is ilm ko jo allah ki khushnoodi hasil karne ke liye sikha jata he, is liye sikha taake uske zariye dunya kamae aysa shakhs jannat ki khushbu na paega
*📚(MISHKAT SHAREEF, 35)*
Wallahu Aa'alam Bis-Sawab
*_📬Pathan Moin Raza Azhari, Petlad_*
📲
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
============➖➖➖➖========

No comments:
Post a Comment