Maa Saiyed He To Kya Aulad Ko Huzur Ki Taraf Se Koi Nisbat Hasil Hogi

 *🌹SAWAL:-🌹*

Assalamu Alaikum❤


Mera Suwal Yeh Hai,


Maa Sayyed Hai Baap Gair Sayyed Toh Aulad Sayyed Nhi Kehlayegi, Mera Yeh Suwal Hai Ke Maa Ki Trf Se Koi Nisbat Nabi E Paak Se Aulado Ko Haasil Hoti Hai Ya Nahi?? 

Rehnumai Faramiye.. Jazak Allah


*🌹JAWAB:-🌹*

وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎

Ha Nisbet Hasil Hoti Hai.. k Voh Maa Ki Janib Se Hasani Ya Husaini Honge... Haañ Nasabi Etebar Se Sayyed Nahi Kahenge... Aur Uske Jo Ehkam Hai Voh Nafiz Na Honge.... ھذا ما ظہر لی و اللہ تعالی اعلم بالصواب

*_✍🏻 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*

*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*

*🗓️29 Aug 2021, 20 Muharramul Haram 1443*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*

📲+918487928693

*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts