Bagair Brush Ke Fajar Ki Namaz Padhna Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*

As Salamu Aliakum

Ulmaaae Ekram Ki Bargah Main Ek Sawal Arz Hai...

Ke Fajar Ki Nmaz Uthne Ke Baad Forran Binaa Barash Kiye Padhi Jaaae To Hogi Ya Nhi

Jawab Inayat Farmae...


*🌹JAWAB:-🌹*

وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎

Namaz Ho Jayegi.. Albatta Agar Muñh Se Bad Boo Aati Ho To Aysi Namaz Makrooh Hogi.


Sarkar Aala Hazrat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate Hai,

"Muñh Me Badbu Hone Ki Halat Me Namaz Makrooh Hogi Aur Aysi Halat Me Masjid Me Jana Haram Hai Jab Tak Muñh Saaf Na Karle.. Aur Dusre Namazi Ko Iza Pahunchani Haram. Aur Dusra Namazi Na Bhi Ho To Bad Bu Se Malaaika Ko Iza Pahunchti Hai.

*📚(Fatawa Razviya, Jild 7, Safha-384)*

واللہ تعالی اعلم بالصواب

*_✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*

*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*

*🗓️30 Aug 2021, 21 Muharramul Haram 1443*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*

📲+918487928693

*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*

•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Kya Lakdi Ke Koyle Se Daant Saaf Karna Jaaiz He ?

 *_Koyle Se Daant Saaf Karna Kesa?_* *🌹SAWAL:-🌹* Assalamualaikum  Hz Ek Swal Hai Ki Kya Mustafa ﷺ Ne Lakdi K Koyle Se Daant Saaf Krne Ko M...

Popular Posts