Dene Wala Jabbhi Deta Deta Chhappad Phaad Ke Kahna Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Asslamualikum,  Ye Kehna Ki "dene Wala Jab Bhi Deta Deta Chappar Phaad Ke " Aisa Zaid Ne Keh Diya Ab Issprr Kya Huqm Hoga?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Yaqeenan Puri Qaainat Me Jisko Jo Bhi Mila Vo Allah Tabarak W Ta'ala Hi Ke Dene Se Mila, To Agar Koi Ye Kahe Ki Jisko Bahut Sari Ne'amate Ata Hui Ki Dene Wala Jab Bhi Deta He Chhappar Phaad Ke Deta He.. Is Jumle Me Bazaahir Koi Qabahat Nazar Nahiñ Aati He... To Ye Jumla Bolne Wale Par Koi Bhi Hukme Shara'a Nahiñ He...
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️24 Jan 2023, 1 Rajab 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Qurbani Ke Liye Afzal Din Konsa He?

 *Qurbani Ke Liye Afzal Din Konsa He?* *🌹SAWAL:-🌹* Hazrat Ki Bargah Me Swal Hai Ki Qurbani Kis Din Krana Zyada Afzal Aur Bhtr Hai

Popular Posts