Moze Pahan Kar Wuzu Karna Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Hazrat Eik Zaeefa Hen 72 Taqreeban Sardi Mein Wo Moze Pahente H (Jo Aam Taur Par Pahne Jate He) Jab Wuzu Karte H To Unhi Ke Uper Paani Daal Lete H To Wuzu Hojayega ?

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Vo Khatun Sooti Ya Uni Moze Istemal Karti Hai Or Wuzu Karne Me Moze Par Itna Paani Daalti Hai Ki Paanw Dhul Jata He Jab To Wuzu Ho Jayega Warna Moze Ko Utar Kar Paanw Dhona Zaroori He.. Ayse Mozoñ Par Faqat Paani Chhirak Dena Ya Itna Paani Dalna Ki Paanw Na Dhule Ya Masah Karna Kaafi Nahiñ...

Bahare Shariyat Me He,
Hindustan Me Jo Umooman Suti Ya Uni Moze Pahne Jate Hai Un Par Masah Jaaiz Nahiñ Unko Utar Kar Paanw Dhona Farz He.
*📚(Jild-1, Hissa-2, S-364)*
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻 Al-Jawab: Hazrat Mufti Dilshad Ahmad Zaiyai Amjadi Sahab Qibla*
*📬Khadim Sadrushshariyah Darul Ifta W Darul Uloom Raza E Mustafa, Bharuch, Gujarat*
*🗓️25 Jan 2023, 2 Rajab 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Qurbani Ke Liye Afzal Din Konsa He?

 *Qurbani Ke Liye Afzal Din Konsa He?* *🌹SAWAL:-🌹* Hazrat Ki Bargah Me Swal Hai Ki Qurbani Kis Din Krana Zyada Afzal Aur Bhtr Hai

Popular Posts