Ishraq Ki Namaz Ke Sath Chasht Ki Namaz Padhna ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Aur Kya Ishraq Namaz K Sath Chasht Ki Namaz Bhi Padh Skte Hai Ishraq K Waqt ?

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Ishraaq Or Chasht Ki Namaz Ek Sath Bhi Parhi Ja Sakti He, Unke Darmiyan Waqfa Karna Zaroori Nahiñ He.. Haañ Bahetar Ye He Ki Chasht Ke Nawaafil Chothaai Din Charhe Parhi Jaayeñ, Lekin Agar Ishraaq Ke Sath Hi Parh Liye To Koi Harj Nahiñ He.
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mukhtar Ahemad Ziyai Faizi Sahab Qibla*
*📬Darso Tadris Darul Uloom Mustafwiya, Haldarva, Gujarat*
*🗓️25 March 2023, 2 Ramzanul Mubarak 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts