Takht Ya Charpaai Ko Aage Karke Namaz Parhna Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum
Mera Sawal H 
Ghar Me Takht Ya Charpai H or Namazi Usko Age Kr K Namaz Padta H to Kiya Namaz Ho Jayegi Ya Usko Hata Kr Namaz Ada Kare

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Charpaai Ya Takht Wagairah Ko Aage Karke Parhne Me Kya Harj He ? Koi Harj Nahiñ, Parh Sakte He... Ye to Upar Se Bahetar He Ki Aar Bana Liya Ki Agar Kisi Ko Aage Se Guzarna Ho to Guzar Bhi Sakta He....
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-sawab 
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️11 June 2023, 21 Zul Qa'ada 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts