*🌹SAWAL:-🌹*
Ladki Haiz Me Ho To Usper Roze Ka Kya Hukm Hai ?
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Utne Roze Jitne Haiz Ki Wajah Se Chhutenge Baad Me Unki Qaza Karegi..
Bahare Shariyat Me He,
Is (Haiz Ya Nifaas Ki) Halat Me Roza Rakhna Or Namaz Padhna Haram He.
In Dinoñ Me Namazeñ Muaaf Hai Unki Qaza Bhi Nahiñ Or Rozoñ Ki Qaza Or Dinoñ Me Rakhna Farz He
*📚(Bahare Shariyat, H-2, Haiz W Nifaas Ke Muta'alliq Ahkaam, Mas'ala-14,15)*
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️11 March 2024, 29 Shaban Ul Muazzam 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9184
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment