*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamualaikum Ek Sawal Hai Ke
Ghusl Ke Bare Me
Jese Mani Kharij Hone Se Aur Haiz Aur Nifaz Se Ghusal Farz Ho Jata Hai
To to Agar Kahi Isni Najasat Lagi Ho Aur Wo Hampe Lag Jay to Kiya Ghusal Farz Ho Jayga
*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Najasat Badan Se Nahi Nikli He Balki Kanhi Se Lag Gayi He to Gusl Farz Na Hoga, Haañ Albtta Us Hissa E Badan Ya Kapde Ko Paak Karna Farz He Jabki Wo Najasat E Galiza Ho Our Ek Dirham Se Zyada Ho, Our Ek Dirham K Barabar Ho to Wajib Our Ek Dirham Se Kam Ho to Sunnat He... Zyadah Tafseel K Liye *📚bahaar E Shariat Hissa 2* Ka Mutala Kare Ya Apne Qaribi Moatbar Aalim Se Taharat K Msaail Samajh Le...
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab:-Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️20 Feb 2024, 9 Shabanul Muazzam 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment