Roza Me Balm Ya Vicks Lagana Kesa?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu alaikum warehmatullahi wabarakatuhu.. 
kya roze ki halat mein sar dard ka oil Vicks abu fas ( Balm ) wagera laga sakte hai...?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Sar Par Laga Sakte He..
Our Naak Par Bhi Laga Sakte He Jabki (Naak Par Lagane Me) Ye Yaqeen Ho Ke Uske Zarrat Dimag Tak Nahi Pahunchenge..

Jaisa Ki Fatawa Bareily Shareef Me He,
Roze Ki Haalat Me Naak Ke Andar Baam Lagana Ya Naak Ke Andar Spray Karna Najaaiz W Haram Nahiñ Jabki Uske Zarrat Dimaag Me Na Pahunche Albatta Makrooh Zaroor He.
*📚(Fatawa Bareily Shareef, S-364)*
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-sawab
*✍🏻Al-jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️15 March 2024, 4 Ramzanul Mubarak 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Dakhile Masjid Or Kharije Masjid Konsa Area He Or Masjid Me Azan Dena Kesa?

 *🌹SAWAL:-🌹* Assalamu Alaikum Masjid Ka Kon Sa Area Dakhile Masjid He or Kitna Kharije Masjid? Or Kya Azaane Jumaa K Siwa Diger Azan Dakhi...

Popular Posts