Taraweeh Ki Namaz Fasid Ho Jaye To Kya Padhi Hui Aayat Ko Dohrani Padegi ?

 *Taraweeh Ki Namaz Fasid Ho Jaye To Kya Padhi Hui Aayat Ko Dohrani Padegi ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Taraveeh Ki Namaz Ko Kisi Wajah Dohrana Pade to Kya Jo Ayate Us Rakat Me Padhi Usi Ayat Ko Bhi Dohrana Padega ?

*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Quraan Shareef Se Taraweeh Me Agar Kisi Wajah Se Namaze Tarawih Dohrana Parhe to Jitni Aayat Us Ra'kaat Me Parh Chuka He to Un Aayat Ko Bhi Dohraye Taaki Khatm Me Nuqsaan Na Ho...

Jaisa Ki Bahare Shariyat Me He,
Agar Kisi Wajah Se Namaze Taraweeh Faasid Ho Jaye to Jitna Quraan Majeed Un Rak'atoñ Me Parha He Ae'aada Kareñ Taaki Khatm Me Nuqsaan Na Rahe.
*📚(Bahare Shariyat, H-4, Taraweeh Ka Bayan, Mas'ala-38)*
*✍🏻Al-Jawab: Maulana Fahim Razvi Mustafai Sahab,*
*_📬Khatibo Imam Noori Masjid Mahudha Gujarat_*
*🗓️20 March 2024, 9 Ramzanul Mubarak 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Dakhile Masjid Or Kharije Masjid Konsa Area He Or Masjid Me Azan Dena Kesa?

 *🌹SAWAL:-🌹* Assalamu Alaikum Masjid Ka Kon Sa Area Dakhile Masjid He or Kitna Kharije Masjid? Or Kya Azaane Jumaa K Siwa Diger Azan Dakhi...

Popular Posts