Ret Par Sajda Karne Se Namaz Ka Hukm ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Huzur Retili Zamin Per Ager Namaz Padhen to Sajdah Hoga Ya Nahi
Rhenumai Farmaden

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Agar Peshani Zamin Par Achchhi Tarah Jam Gayi Ke Ab Dabane Se Na Dabegi to Ho Jaaegi..

Huzur Sadrushshariyah Alaihir Rahma Farmate He,

Kisi Narm Cheez Maslan Ghas, Rooi Qaleen Wagairah Par Sajda Kiya to Agar Peshani Jam Gai Yaani Itni Dabi Ke Ab Dabane Se Na Dabe to Jaaiz He Warna Nahi. 
*📚(Bahare Shariyat, H-3, Sajda Ka Bayan, Mas'ala-36)*
 Wallahu Ta'ala Aa'alam 
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️1 Dec. 2023, 16 Jamadi Ul Awwal 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+91
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts