Bachchoñ Ko Music Wali Poem Ya Rhymes Sunana Kesa ?

 *Bachchoñ Ko Music Wali Poem Ya Rhymes Sunana Kesa ?*

*🌹SAWAL:-🌹*
Baaz dafa Bachchoñ K Poem Aur Nursery Rhymes Mein Music Hota Hai ... Usapr Kya Sharee Huqm Hai

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Music Ka Najaaiz Hona Kaseer Ahaadis or Fiqhi Kutub Se Saabit He Lihaza Mousiqi Wali Nazm Ho Ya Gazal Ya Na'at English Me Ho Ya Urdu Me Ya Arbi Me Ya Kisi or Zuban Me Uska Sunna Najaaiz W Haram He.
Bachchoñ Ko Aysi Nazm Ya Poem Sunne Se Roka or Bachaya Jaye..
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-sawab
*✍🏻Al-jawab: Hazrat Mufti Dilshad Ahmad Ziyai Amjadi Sahab Qibla*
*📬Khatibo Imam Aala Hazrat Raza Jame'a Masjid, Gomoh, Dhanbad, Jarkhand*
*🗓️3 July 2024, 26 Zulhijjah 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
*Amanat Me Khayanat Na Kare Yaani Post Ke Sath Chhedchhad Karne Ki Ijazat Nahiñ... Agar Kuchh Khami Ya Lafzi Galti Nazar Aaye To Admin Se Rabta Kare*

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts