Walidain Ne Beti Ko Quraan Par Hath Rakh Kar Qasam Khilai, Baad Me Todna Chahe To Kya Kare ?
*🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuh
Kiya Famate Hai Aulmay Kiram W Muftiyane Ijam Is Masail Ke Baare Mein Ke..
Mere Walid Aur Walida Dono Ne Mujhse Ek Din Quran Sharif Haat Me De Kar Farmae Kahu Beti Fala Ladka Se Baat Nahi Karugi Tu Mene Bhi Kasam Khai.
Ab Mein Kasam Turh Na Chaheti Hu Me
'jawab Quran W Hadees Ki Rushni Ne Inayat Farmaye'
