Peshab Ke Baad Mazi Ya Wadu Kharij Ho To Gusl Ka Hukm

 *🌹SAWAL:-🌹*

Salaam 

Peshab Krne Ke Bad Istimja Krne Pr Agr Maazi Kharij Ho Jata Hai To Kya Gusl Frz Hoga?


*🌹JAWAB:-🌹*

وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎

Peshab Karne Ke Baad Jo Patli Chikni Chiz Nikalti He Wo Dar Haqiqat Mazi Nahi Balki Wadi Hoti He... Mazi Aurat Se Mualabat Ke Waqt Niklti He. Aur Mazi Ya Wadi Nikalne Par Wuzu Tut Jata He. Gusl Nahi..

*📚(Bahare Shariyat, H-2, Taharat Ka Bayan)*

 Wallahu Ta'ala Aalam

*_✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi_*

*📬Tadriso Ifta Madrsa E Islamiyah Matehat Peer Dastagir Ekta Trust, Dewgadh Bariya, Dahod Gujarat*

*🗓️11 July 2021, 29 Zilqad 1442*

*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*

📲+918487928693

*_📬Pathan Moin Raza, Petlad Gujarat_*

•┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts