Safar Me Kasar Ki Jagah Puri Namaz Padhna ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Asslamu Alaikum..
Hazrat, Safar Me Ager Free Waqt Hai To Masjid Me Jamat Ke Sath NAMAZ Padh Sakte Hai?

 Ya Safar Ki Kasar Hi Padhne Honge?

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Padh Sakte He... Magar Sharai Musafir He Our Muqim Imam Ke Pichhe Jamat Se Padhta He To Puri Padhega Our Imam Bhi Musafir He To Faraaiz Me Qasr Karega..
*📚(Bahaare Shariyat, Hissa-4, Musafir Ka Bayan)*
 Wallahu Ta'ala Aa'alam
*_✍🏻Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi_*
*📬Pesh Imam W Mudarris Madina Masjid, DhaanPur Road, Bariya Dahod Gujarat*
*🗓️3 June 2022, 3 Zil Qad 1443*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts