*🌹SAWAL:-🌹*
Roze Ki Halat Me Agar Kisi K Daant Se Khoon Nikalta Ho Roze Ki Halat Me Bhi Agar Daant Se Khoon Nikal Jaye To Kya Hukum H
*🌹JAWAB:-🌹*
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
Roze Ki Halat Me Sirf Daant Se Khoon Nikalne Se Roza Nahiñ Tutega,
Haañ Agar Khoon Thuk K Sath Nigal Gaya Or Thuk Par Khoon Ghalib Tha... Ya Barabar Tha ... Ya Khoon Thook Se Kam Tha Magar Us Ka Maza (Test) Halq Me Mehsoos Huva To Roza Tut Gaya.
Or Khoon Thook Se Kam Tha Or Mazah Bhi Malum Na Huva To Roza Nahi Tutega.
*📚Bahare Shariat Hissa 5,* *📚Qanoone Sahriat Hissa Awwal, Wagairah*
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Hafiz Taufiq Raza Khan Misbahi Sahab Qibla*
*_📬Mudarris Markazul Uloomil Islamiyah Al-Madrasatul Alwiyyah W Qazi E Shahar Petlad_*
*🗓️22 March 2023, 29 Shabanul Muazzam 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•
No comments:
Post a Comment