Bank Me Fix Rakhi Hui Raqam Par Zakaat Ka Hukm Or Uski Adayegi ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalamu Aalikum Bhai

Zaid Ney 2012 May Rs 20000 Fix Deposite Kiya Or 2016 May 40000 Ho Gaya Ab 2023 Tak Wo Amount 40000 Hai Kya Is Par Kitni Zakat Deni Hogi 2012 Se Leke 2023 Tak Us Paise Par Zakat Deni Hogi Par Wo Paisa Abhi Tak Hath May Nahi Aaya Hai❓

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Iska Mukammal Jawab Pahle Diya Ja Chuka He... Or Isme Aakhir Me Ye Bhi Tha Ki Agar Vo Sahibe Nisab He Tab To Ye 40000 Or Agar Vo Pahle Se Hi Sahibe Nisaab Tha To 5000 Mines Karke 35000 Ki Zakat Us Par Farz Hogi... Haañ Ada Karna Us Waqt Wajib Hoga Jabki Uska Panchva Hissa Ya Pura Maal Uske Hath Me Aa Jaye To Fir Usko Ada Karna Wajib Hoga... Isi Liye Hamare Aulma E Kiram Ne Irshad Farmaya Ki Pahle Vo Ada Karde To Ye Bhi Jaaiz He..
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️5 Apr 2023, 13 Ramzanul Mubarak 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Qurbani Ke Liye Afzal Din Konsa He?

 *Qurbani Ke Liye Afzal Din Konsa He?* *🌹SAWAL:-🌹* Hazrat Ki Bargah Me Swal Hai Ki Qurbani Kis Din Krana Zyada Afzal Aur Bhtr Hai

Popular Posts