Khana Khilane Ki Mannat Or Nafl Namaz Ki Mannat Puri Karna Zaroori He ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ 

Khana Khilane Ki Ya Namaz E Nafl Ki Mannat Maangna Kaisa ?
Kya Ue Dono Mannat Sharai Mannat Hai, Aur Is Mamnat Ko Poora Na Kerne Per Hukm E Shar'a Kya Hoga ?

Rehnumai Fermaye

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Mutlaq Niyaz Karane Ki Mannat Manna Ki Logoñ Ko Khana Khilauna, Ahbaab Ki Daawat Karuñga Ye Mannat Sharai Nahiñ..

Lekin Ye Mannat Maani Ki Maslan Das Faqeeroñ Ko Khana Khilauñga Ye Mannate Sharai He Or Nafl Namaz Ki Bhi..

Mannate Sharai Ka Hukm Ye He Ki Poori Na Karega To Gunahgar Hoga..
واللہ تعالیٰ اعلم
*✍🏻 Al-Jawab: Hazrat Mufti Dilshad Ahmad Zaiyai Amjadi Sahab Qibla*
*📬Khadim Sadrushshariyah Darul Ifta W Darul Uloom Raza E Mustafa, Bharuch, Gujarat*
*🗓️9 Apr 2023, 17 Ramzanul Mubarak 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918487928693
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts