Wuzu Khane Me Gila Rumal Bichha Kar Namaz Parhna?

 *🌹SAWAL:-🌹*
Assalam Alaikum
Jume Ki Namaz Me Log Derse Ate Hai Jaga Na Milne Ki Wajese  Wazu Khane Me Gile Toliye Utar Kar Us Par Namaz Pad Te Hai  Unki Namaz Ka Kiya Hukum Hai

*🌹JAWAB:-🌹*
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
Namaz to Albatta Ho Jayegi, Lekin Aysa Nahiñ Karna Chahiye Ki Us Rumaal Par Maa E Mustamal Ka Paani Laga Huaa He, to Karahat Se Khali Nahiñ...
Wallahu Ta'ala Aa'alam Bis-sawab
*_🎙 Al-Jawab:- Hazrat Allama Mufti Taufiq Raza Sahab Misbahi_*
*📬Tadriso Ifta Darul Uloom Qadriyah Razviyah, Petlad*
*🗓️11 June 2023, 21 Zul Qa'ada 1444*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+918
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm

 *Jab Se Balig Hua Be Ilmi Me Sahih Tarah Se Gusl Na Kiya Sirf Nahaya Ho Aysi Soorat Me Padhi Gai Namazoñ Ka Hukm* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ ع...

Popular Posts