Masjid Madarsa Ki Tameer Me Sadqa Ka Rupya Lagana Kesa ?

 *🌹SAWAL:-🌹*
assalamualaikum Hazrat
Hazrat Sadke Ka Paise  Masjid Ya Madrasa Taamir Me De Sakte Hai Kya ??

*🌹JAWAB:-🌹*
Sadqa E Wajiba Ke Liye Kisi Ko Malik Banana Zaroori He Uske Bagair Ada Nahiñ Hoga, Lihaza Masjid O Madarsa Me Sadqa E Wajiba Ki Raqam Direct Nahi De Sakte Balki Kisi Haqdar(Faqeer, Miskeen) Wagairah Ko Malik Bana Diya Jae Fir Wo Us Raqam Ko Masjid Ya Madrsa Me Lillah De to Ye Sahih He... Our Sadqa E Nafila Bagair Hila Ke Bhi Masjid W Madarsa Me De Sakta He...
Hawala: Aamm Kutub E Fiqh... Zakat  W Sadqa E Fitr Ka Bayan.
Wallahu Ta'ala Aa'alam
*✍🏻Al-Jawab: Hazrat Allama Mufti Qasim Raza Sahab Misbahi*
*📬Masjide Hazrate Bilal, Nadiyad*
*🗓️21 Feb 2024, 10 Shaban Ul Muazzam 1445*
*🌹SAWAL-O-JAWAB🌹F.T.S👑grp*
📲+9
*_📬Pathan Moin Raza Khan,Petlad_*
•┈┈┈┈┈┈• • ✦ ✿ ✦ • •┈┈┈┈┈┈•

No comments:

Post a Comment

NEW POST

Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?*

 *Jacket Ke Button Ya Chain Khol Kar Namaz Parhna Kesa ?* *🌹SAWAL:-🌹* اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ Jacket Ki Chain K...

Popular Posts